छम छम नाचे देखो वीर हनुमाना ।
छम छम नाचे देखो वीर हनुमाना ॥
कहते लोग इसे राम का दीवाना ।
छम छम नाचे देखो वीर हनुमाना ॥
पाँव में घूंघरू बांध के नाचे,
राम जी का नाम इसे प्यारा लागे ।
राम ने भी देखो इसे खूब पहचाना ॥
॥ छम छम नाचे देखो वीर हनुमाना ... ॥
जहाँ जहाँ कीर्तन होता श्रीराम का,
लगता है पहरा वहाँ वीर हनुमान का ।
राम के चरण में हैं इनका ठिकाना ॥
॥ छम छम नाचे देखो वीर हनुमाना ... ॥
नाच नाच देखो श्रीराम को रिझाये,
बनवारी देखो नाचता ही जाये ।
भक्तों में भक्त बड़ा दुनियाँ ने माना ॥
॥ छम छम नाचे देखो वीर हनुमाना ... ॥
छम छम नाचे देखो वीर हनुमाना ।
कहते लोग इसे राम का दीवाना ।
छम छम नाचे देखो वीर हनुमाना ॥
Chham Chham Nache Dekho Veer Hanumana ।
Chham Chham Nache Dekho Veer Hanumana ॥
Kehte Log Ise Ram Ka Deewana ।
Chham Chham Nache Dekho Veer Hanumana ॥
Paanv Mein Ghungaru Baandh Ke Nache,
Ram Ji Ka Naam Ise Pyara Laage ।
Ram Ne Bhi Dekho Ise Khoob Pehchaana ॥
॥ Chham Chham Nache Dekho Veer Hanumana ... ॥
Jahaan Jahaan Kirtan Hota Shri Ram Ka,
Lagta Hai Pehra Wahaan Veer Hanuman Ka ।
Ram Ke Charan Mein Hain Inka Thikaana ॥
॥ Chham Chham Nache Dekho Veer Hanumana ... ॥
Naach Naach Dekho Shri Ram Ko Rijhaaye,
Banwari Dekho Nachta Hi Jaaye ।
Bhakton Mein Bhakt Bada Duniya Ne Maana ॥
॥ Chham Chham Nache Dekho Veer Hanumana ... ॥
Chham Chham Nache Dekho Veer Hanumana ।
Kehte Log Ise Ram Ka Deewana ।
Chham Chham Nache Dekho Veer Hanumana ॥