Sada Paapi Se Paapi Ko Bhi Tum,
Maa Bhav-Sindhu Taari Ho ।
Fansi Majhdhar Mein Naiya Ko Bhi,
Pal Mein Ubhaari Ho ॥
Na Jaane Kaun Aisi Bhool,
Mujhse Ho Gayi Maiya ।
Tumne Apne Is Baalak Ko Maa,
Man Se Bisaari Ho ॥
Bigdi Meri Bana De, Maiya Ji Meri Maiya ।
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ।
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ।
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De ॥
O, Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ।
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ॥
Ae Sheronwali Maiya, Devas Wali Maiya ।
Ae Sheronwali Maiya, Devas Wali Maiya ॥
Maiya Mehron...
Are, Ae Mehron Wali Maiya, Ae Khandwa Wali Maiya ॥
Apna Mujhe Bana Le...
Apna Mujhe Bana Le Meri Maiya ।
Apna Mujhe Bana Le Meri Maiya ॥
Apna Mujhe Bana Le Meri Maiya ।
Apna Mujhe Bana Le Meri Maiya ॥
Apna Mujhe Bana Le Ae Mehron Wali Maiya ।
Apna Mujhe Bana Le Ae Mehron Wali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De ॥
Darshan Ko Meri Akhiyan Kab Se Taras Rahin Hain ।
Darshan Ko Meri Akhiyan Kab Se Taras Rahin Hain ॥
Meri Akhiyan, Maa Meri Ye Akhiyan ॥
Darshan Ko Meri Akhiyan Kab Se Taras Rahin Hain ।
Darshan Ko Meri Akhiyan Kab Se Taras Rahin Hain ॥
Sawan Ke Jaise Jhar-Jhar-Jhar-Jhar,
Sawan Ke Jaise Jhar-Jhar Akhiyan Baras Rahin Hain ॥
Dar Pe Mujhe Bula Le, Maiya Ji ।
O Dar Pe Mujhe Bula Le Meri Maiya ॥
Dar Pe Mujhe Bula Le Meri Maiya ।
Dar Pe Mujhe Bula Le Meri Maiya ॥
Dar Pe Mujhe Bula Le Ae Sheronwali Maiya ।
Dar Pe Mujhe Bula Le Ae Sheronwali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De ॥
Aate Hain Tere Dar Pe Duniya Ke Nar Aur Naari Maa ।
Aate Hain Tere Dar Pe Duniya Ke Nar Aur Naari ॥
Aate Hain Tere Dar Pe Duniya Ke Nar Aur Naari ॥
Sunti Ho Sab Ki Vinti Maiya ।
Sunti Ho Sab Ki Vinti... Meri Maiya Sheronwali ॥
Mujhko Darash Dikha De, Maiya Ji Sheranwaliye ।
Mujhko Darash Dikha De Ae Mehron Wali Maiya ॥
Mujhko Darash Dikha De Ae Mehron Wali Maiya ।
Mujhko Darash Dikha De Meri Maiya ॥
Mujhko Darash Dikha De Meri Maiya ।
Mujhko Darash Dikha De Meri Maiya ॥
Mujhko Darash Dikha... Mujhko Darash Dikha...
Mujhko Darash Dikha... Mujhko Darash Dikha...
Mujhko Darash Dikha De Ae Mehron Wali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De ॥
Sharma Pe Sheronwali Drishti Daya Ki Kar Maa ।
Sharma Pe Sheronwali Drishti Daya Bhi Kar Maa ॥
Ae Maa, Meri Maiya ।
Meri Maa, Meri Maa, Meri Maa ॥
Sharma Pe Meri Maiya Drishti Daya Ki Kar Maa ।
Sharma Pe Sheronwali Drishti Daya Ki Kar Maa ॥
Charnon Ki Dhool Dekar, Dekar,
Charnon Ki Dhool Dekar Lakkha Ki Jholi Bhar Maa ॥
Marte Ko Ab Jila De Maiya Ji, O Maa ।
Marte Ko Ab Jila De Ae Sheronwali Maiya ॥
Marte Ko Ab Jila De Meri Maiya ।
Marte Ko Ab Jila De Meri Daati ॥
Marte Ko Ab Jila... Marte Ko Ab Jila...
Marte Ko Ab Jila... Marte Ko Ab Jila...
Marte Ko Ab Jila De Ae Sheronwali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ।
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De... Ae Sheronwali Maiya ।
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ॥
Ae Sheronwali Maiya, Devas Wali Maiya Maa ।
Ae Sheronwali Maiya, Devas Wali Maiya ॥
Maiya, Ae Mehron Wali Maiya, Ae Khandwa Wali Maiya, Maiya ।
Ae Mehron Wali Maiya, Ae Khandwa Wali Maiya ॥
Apna Mujhe Bana Le Ae Mehron Wali Maiya ।
Apna Mujhe Bana Le Ae Mehron Wali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De Ae Sheronwali Maiya ॥
Bigdi Meri Bana De ॥