Jai Jai Jai Shri Ram, Jai Jai Jai Shri Ram ।
Jai Jai Jai Shri Ram, Jai Jai Jai Shri Ram ॥
Aayii Gaye Raghunandan, Sajwado Dwar-Dwar ।
Aayii Gaye Raghunandan, Sajwado Dwar-Dwar ॥
Swarn Kalash Rakhwado, Bandhwado Bandanwar ।
Swarn Kalash Rakhwado, Bandhwado Bandanwar ॥

Saji Nagariya Hai Saari, Naachen Gaaven Nar-Naari ।
Saji Nagariya Hai Saari, Naachen Gaaven Nar-Naari ॥
Khushiyaan Manao,
Khushiyaan Manao, Gaao Ri Mangal Chaar ।
Swarn Kalash Rakhwado, Bandhwado Bandanwar ।
Swarn Kalash Rakhwado, Bandhwado Bandanwar ॥
Aayii Gaye Raghunandan, Sajwado Dwar-Dwar ॥
Kanchan Kalash Vichitra Sanware, Sab Saje Dhare Nij Nij Dware ।
Kanchan Kalash Vichitra Sanware, Sab Saje Dhare Nij Nij Dware ॥
Khushiyaan Manao,
Khushiyaan Manao, Gaao Ri Mangal Chaar ।
Swarn Kalash Rakhwado, Bandhwado Bandanwar ।
Swarn Kalash Rakhwado, Bandhwado Bandanwar ॥
Aayii Hi Gaye Raghunandan, Sajwado Dwar-Dwar ॥
Ladiyon Se Madiyon Se Aur Saja Phuljhadiyon Se,
Ladiyon Se Madiyon Se Aur Saja Phuljhadiyon Se ।
Saja Ram Darbar, Shobha Ajab Bani...
Saja Ram Darbar, Shobha Ajab Bani ॥